MOBILE KO HINDI MAI KYA KAHATE HAI| मोबाइल को हिंदी मै क्या कहते हैं???

Interdiction: mobile ye ek aisa chijh he jiska log chahe na chahe sabhi log use karte he aur mobile aaj kal ke samay me logo ke jiwan me aadhr bhi ban chuka he agar kisi ke pass Mobile na ho to wo mobile ke bina bilkul bhi nhi rah sakte.lekin aap logo sayad jante hi hoge ki mobile ye ek English nam he aur mobile ko Hindi mai kya kahate he kafi Kam logo ko hi pata hoga to aaj hum apne is article ke madhayam se mobile ko Hindi mai kya kahate he uske bare me sari jankari dene wale he.

Mobile ko Hindi mai kya kahte he|मोबाइल को हिंदी में क्या कहते है??

Mobile ko Hindi me kya kahte he???



Sadharan sabdo Mai mobile ko Hindi mai सचल दूरभाष यंत्र kaha jata he  qki hum jab bhi ghar se bahar jate he school, collage ya office hum sabhi apne mobile ko bare hi aasani se apne sath lekar jate aur ise bare hi aasani se apne pocket ya parsh me rakh sakte he isliye mobile ko sudh Hindi me सचल दूरभाष यंत्र kaha jata he.


Humne aapko ye bata diya ki mobile ko Hindi mai kya kahte he ab hum aapko mobile use karne ke nuksan aur fayade ke bara me batene wale he.


Mobile to har koi use karta he lekin mobile chalane ke fayada aur nuksan kafi log jante he aur kafi log nhi jante he to aaj hum apne article ke sahayata se aapko mobile chalane ka fayada aur nuksan me bare mai batane wale he.
Sabse pahile mobile chalne ka fayada ke bare me batane wale hai.


Advantage of mobile/ mobile chalane ka fayada

Mobile logo ka jiwan ka bahut hi महत्वपूर्ण  हिस्सा हैं mobile ki bina log adhure he isi mobile ko use karne ka bahut sare advantage hote he usme se kuch advantage hum janne wale he.

  1. Mobile phone ki sahayata hum apne sabhi dost, family members se kahi bhi hokar संपर्क mai rahate hai.
  2. Mobile ke सहायता se hum kahi apne dost ya family members ke account me bina bank Jaye unke account me paise dal sakte he 
  3. Agar kisi ko kahi bhi jana ho aur use rasta nhi pata to aap apne mobile phone ki सहायता map open kar ke rasta dekh sakte he 
  4. Mobile मनोरंजन ka bhi ek sadhan he agar kisi ko kuch bhi dekhana ho ya koi bhi gana sunna ho to wo apne mobile he hi ye sab kar sakta he .
  5. Agar aapko apne koi dost ya family member ko dekhana aur wo aapke log aapke pass nhi to mobile ki सहायता  se viedo call kar ke ek dusre ko bare hi aasani se dekh sakte hai aur bate kar sakte he.
  6. Mobile ki sahayta se aap kisi bhi questions ka answer bare hi aasani se प्राप्त kar sakte hai.
  7. Mobile ke sahayata se aap देश विदेश se samachar prapt kar sakte hai.
  8. Mobile ki sahayata se aap koi bhi वस्तु ghar baithe hi online manga sakte he aapko kahi bahar jane ki jarurat nhi nhi hoga.
  9. Mobile ka use karke hum apne business Mai bhi teji la sakte he 
  10. Agar hum sahi tarika se mobile ko use kare to hum mobile ka use karke paise bhi kama sakte hai.

Disadvantages of mobile/ mobile chalane ka nuksan..

  1. Jab hum mobile use karte he ki mobile ke network tower se bahut hi khatarnak rediation nikalta he jo ki मनुष्य aur चिरियो ke liye kafi khatarnak hota he.
  2. Agar aap kafi jyada matra me mobile use karte ho to aapke aakho ke liye kafi हानिकारक hota he.
  3. Mobile phone ka use kafi log sirf game khelne me viedo dekhne ke liye karte he in sabse aapka kafi time loss ho jata he.
  4. Agar aapka mobile kahi kho jata he agar aapka kisi galat logo ke hath me lag jaye to isse aapko kafi nuksan ho sakta aapka bank account bhi khali ho sakta he.
  5. Agar students mobile ka use jyada karte he to wo students ke padhai par se dhayan kam ho jata hai.
  6. Agar aapko phone hack hota he ya koi chori kar leta he to aapka personal data unke pass chala jata he jisse aapko kafi nuksan bhi ho sakta he.
  7. Agar aap jyada mobile use karte he to aapko mobile ki lat lag sakti he jisse aapko apne kam me mam nhi lagega 
  8. Mobile use karte samay hame kafi fraud call aate he jisme chakkar me aakar kafi logo se sath fraud bhi ho jata he.
  9. Mobile use karne ka ek aur disadvantage ye hi ki har mahine aapko apne mobile me recharge karna parta he har mahine recharge me 300 se 1000 Rs tak logo ka lag jata he jo ki recharge karna kafi logo ke liye muskil ho jata he.
  10. Agar aap apne mobile to apne pillow ke niche rakh kar sote he to mobile se niklne wale network radiation se aapke dimag me kafi negetive प्रवाओ parta he aapko bhulne ke bimari bhi ho sakti he.

To dosto ye raha mobile ka advantage aur disadvantage..

Mobile ko Hindi me kya कहते he ye aapke Jan liya kya aapko pata he ki laptop ko hindi Mai kya kahte he agar nhi to chaliye jante he.


Laptop ko hindi me kya kahte he/ लैपटॉप को हिंदी मै क्या कहते है??

Laptop ko hindi mai kya kahte hai??


Laptop aap logo me se kafi logo ne use Kiya he jaisa hi hum log jante hai की laptop ka अविष्कार 1980 mai adom osborne(अदम ओसबोर्न) kiya tha aur laptop ka use log alag alag Kamo ko karne ke liye kiya koi laptop se game download kar ke khelta he to koi apne laptop ko business karne ke liye use karta lekin aap logo me me kafi Kam logo ko hi pata hoga ko laptop ko hindi me kya kahte he.
To dosto hum aapko ye bata de ki laptop ko हिंदी mai छोटा गणक (chota ganak) कहते है।


Laptop ko Hindi me kya कहते  ye bhi aap logo ne Jan liya ab hum aapko batayenge ke computer ko Hindi mai kya कहते है


Compute ko Hindi में kya kahate hai/ कंप्यूटर को हिंदी मै क्या कहते है??

Mobile ko hindi mai kya kahate hai??


Sabse pahile hum aapko computer ka full form yani computer ka pura nam bata de to computer ka pura nam  ( common opreting machine particularly used trade education and research) hai.
Computer to lagbhag sabhi log use karte he lekin computer ek English word he kabhi aapne socha hai ki computer ka hindi nam kya he agar aapko nhi pata ki computer ka hindi nam kya hi to hum aapko bata de ki computer ko Hindi  संगणक (sanganak) कहते है।
Computer ko Hindi me संगणक इसलिए jata hai ki computer ghanto ka kam kuch hi minutes ka kuch hi der mai kar deta he isliye computer ko Hindi mai संगणक kaha jata hai.


To dosto aapne ye bhi Jan liya ki computer ko Hindi me kya kahte hai..


FAQ..

1.Mobile ka अविष्कार kisne kiya??


Ans- duniya ka sabse pahile mobile 1973 me मार्टिन कूपर ने बनाया था

2.Mobile ko Hindi me kya kahte he??


Ans- mobile ko hindi mai सचल दूरभाष यंत्र kaha jata hai.

3.Laptop ko hindi mai kya kahate hai??


Ans- laptop ko hindi mai छोटा गणक kaha jata hai.

4.Laptop ka अविष्कार kisne aur kab Kiya??


Ans- laptop ka अविष्कार 1980 mai adom osborne(एडम ओसबोर्न) ne kiya tha..

5.Computer ko Hindi mai kya kahte hai???


Ans- computer ko Hindi mai संगणक (sanganak) kahte hai.

6.Computer ka full form kya hai?


Ans- computer ka full form (common opreting machine particularly used trade education and research) hai..

Aaj aapne mere post se jana.

#1. Mobile ko hindi mai kya kahte hai.
#2. mobile chalane ka nuksan aur fayada kya hai.
#3.laptop ko Hindi mai kya kahate hai.
#4. Computer ko Hindi mai kya kahte hai.
#5.computer ka full form kya hai.

Conclusion: To dosto aaj hamen aapko mobile ko hindi me kya kahate hai mobile ka advantage aur disadvantage aur sath hi computer aur laptop ko hindi mai kya kahte hai ye sab bataya hai to dosto aasha karta hu ki aapko hamara ye post pasand aaya hoga...

Thanks



Post a Comment (0)
Previous Post Next Post